Biography

Description
Asim Subhani, is a performing artist from the twin cities of Islamabad/Rawalpindi - Pakistan. Music and acting were etched into his DNA by the Creator! He is one naturally blessed gem of an entertainer, whose talents were gleefully recognized back in his school days. The journey that started years back as a hobby has transformed into an ambitious passion. His music and name will soon be the fashion symbol, so don’t fall behind and indulge into Asim-ism!
Jab Bhi Main Tanhai Mein
Tera Naam Loon
Jab Bhi Main Tanhai Mein
Tera Naam Loon
Mujhay Aaye Kyun Sukoon
Mujhay Aaye Kyun Sukoon
Mujhay Aaye Kyun Sukoon
Mujhay Aaye Kyun Sukoon
Terey Khayaal Mein Din Raat Younhi Guzar Jaatay Hain
Merey Ye Raastay Teri Raahoun Se
Ho Kar Aatay Hain
Per Aaye Kyun Na Tu
Per Aaye Kyun Na Tu
Teri Aaghosh Se Sab Raahatein Aisay Jurreen
Jaisay Ho Jism Se Saaya
Dur Tujh Se Hua Khud Se Hua Main Baykhabar
Per Tujhay Na Bhula Paaya
Terey Khayaal Se Merey Dard Saaray Sanwar Jaatay Hain
Merey Ye Raastay Teri Raahoun Se
Ho Kar Aatay Hain
Per Aaye Kyun Na Tu
Per Aaye Kyun Na Tu
Dhhal Jaye Gi Raat Phir Aaye Gi Yaad Tujh Ko Kabhi Jo Meri
Aisa Mujhay Hai Yaqeen
Aao Gay Phir Tum Yaheen
Tum Laut Aana Wahan Per Jahan Se Shuru Thee Hui Dooriyaan
Chhorray Hain Terey Liye
Qadmoun Kay Main Nay Nishaan
Jo Aaye Shaam Tou Panchhi Bhi Saaray
Ghar Aatay Hain
Hazaar Darbadar Hotay Hain Phir Bhi Chalay Aatay Hain
Per Aaye Kyun Na Tu
Per Aaye Kyun Na Tu
0 comments:
Post a Comment