lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na
ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat
ho na ho
lag jaa gale se ....................
ham ko mili hain aaj, ye ghadiyaan
nasib se
ji bhar ke dekh lijiye ham ko qarib se
phir aap ke nasib men ye baat ho na
ho
phir is janam men mulaaqaat ho na
ho
lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na
ho
paas aaiye ki ham nahin aaenge
baar-baar
baahen gale men daal ke ham ro le
zaar-zaar
aankhon se phir ye pyaar ki barasaat
ho na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat
ho na ho
lag ja gale ki phir ye hassin raat ho
na ho
shaayad phir is janam men mulaaqaat
ho na ho
lag ja gale ki phir ye hassin raat ho
na ho

0 comments:
Post a Comment