younhi riM jhim c barish me
tumhari yad a jay
to ankhen bhar c ati hain
ye sansen mar c jati hain
tumhe malom to ho ga
tumhary bad ab tak me
bohat tanha akeyla hun
ye dil bhi dasht sa piyasa hy veran bhi
tumhari ded se lay kar
meri bechen ankhon tak
udasi hi udasi hy
chaly ao
agar tum a nahi sakty
to keh bhejo
purany ehdon peyman ki riWayat tor di tum ne
Wafa ab chor di tum ne

0 comments:
Post a Comment