Na tum baaz aao...
na hum baaz aayein
Tum rotho bar bar ...hum bar bar mnain
Bohat khubsarat h ain tewar tumharay
Khafa ho bhe to lagta ho pyaray
Maira jee main aay galay se laga loo
Ada roth janay ke tujh se chura loo
Tumhari ada tumhain ko dekhain
Na tum baaz aao ...
Na hum baaz Aayein
0 comments:
Post a Comment